यह ब्लॉग खोजें

Hindi aur english suvichar - Chankya Quotes

Hindi and English Chankya Suvichar

1. Apane Karm Par Vishwas Karon Rashiyon Par Nahi Kyonki.....
Ram-Ravan, Krishan-Kans, Gandhi-Godse, Abama-Osama Inki Rashiyan Ek Hai Par Karm Alag-Alag Hai. 

2. Books are as very useful to stupid Person as a mirror is useful to a Blind Man.
 


3. Jis Manushy men Sway ka viveka, Chetana Evam Bodh nahin Hai, Uske Liye Shastr Kya kar Sakata hai. Ankhon Se hin Athart Andhe Manushy Ke liye Darpan Kya kar Sakata hai.

4. Jismen Saty ko Saty evm Asaty ko Asaty Kahane ka Sahas ho, Jo Chatukarita Men nahi Balki Rajyhit men Vishwas Rakhata ho, Jo Maan Apmaan men pare ho, Jise dhan ka Lobh n Ho, Jo kanchan Va Kamini Se Aprabhavit Rahe Usi Vyakti ko Raja Ko  Apna mantra athwa apna guru Nyukt Karana chahiye.

5. Kisi ke dil Ko thes pahuchakar Maphi Mangana bahut hi aasan hai, Lekin chot Khakar Kisi ko Maaph Karana Bahut hi Mushkil Hai.

कोई टिप्पणी नहीं: