यह ब्लॉग खोजें

Hindi suvichar - Suvichar and Quotes

Suvichar in Hindi



1. Log Kahate Hain Dukh Bura Hota Hai, Jab Ata Hai Roolata Hain, Magar Ham Kahate Hain Dukh Achchha Hota Hai Jab Bhi Ata Hai Kuchh N Kuchh Sikha Deta Hai. 

2. Maut Rishwat Nahi Leti Kyonki Kafan Men Jeb Nahi Hota. 
Do mukhya Paap hain jinse any papo ki utpati hoti hai we hai: Adhirata aur aalasy.

3.  Yah sach hai ki adate badalan aasan nahi hai, Lekin Jo adapt n Badal sake wah insaan nahi hai.,
Bahut bada sach hai yah ki ek bar men ek aadat ko sudhar kar uska pura labh jiwan men apnakar hi age bada jaye. 

4.  Aap Sachmuch khush rahana chahate hai to aaj hi apni ichchhao, rishton, karmo aur beyeemaniyon ke lie ek sima nidharit kar lijiye.

5. Jindagi kisi ke liye nahi Rookati, Bas Jine ki wajh badal jati hai.

6.  Agar aap chahate ho ki Sab aap ki Eejat kare to Pahale aap Dusaron ke eejat dena sikhen.

7.  Mehant kahati hai aap mujhe kisi bhi roop men karke dekho, Main apko Usi roop men Majil Dila dungi Prantu Mere Sahayogi Dhairy Ko lena Nahi bhoolana kyonki Uske  Bina Main Adhuri Hoon.

कोई टिप्पणी नहीं: