यह ब्लॉग खोजें

Hindi Suvichar | Aaj ka Suvichar | Anmol Vachan

Suvichar in Hindi



Subh Vichar in Hindi

Ek patthar sirf ek baar mandir jata hai aur bhagawaan ban jata hai ham insaan har roj mandir  jaate hai par bhagwan to door insaan bhi nahi ban  paate hain.

Saty wah daulat hai jise pahale kharch karo aur jindagi bhar aanand pao. Jhoot wah karj hai jisase kshanik sukh pao par jindagi bhar chukate raho.

Saty wah daulat hai jise pahale kharch karo aur jindagi bhar aanand pao. Jhoot wah karj hai jisase kshanik sukh pao par jindagi bhar chukate raho.

Patr aur kupaatr men bahut bhed hai. Gaay ghas khakar bhi doodh deti hai aur saanp doodh pikar bhi jahar ugalata hai.

Har samay Ldane ko tayar na rahen. Magar joojhana shuru kiya to phir pichhe na hatana. chankya ne kaha tha tumhara krodh bhi nirathak nahi jana chahiye. Koyee na koyee parinam samane anana chahiye. Jiwan main Har samay sajag, Sawadhan rahana chahiye.

Achal raha jo apne path par laakh musibat ane men.
Mili saphalata jag main usko jine men mar jane men.
Bada himalay bata raha he daro na adhi pani se,
Khade raho apne path par sab kathinayee tuphano men.
Kamanao ke avesh ko rok lo age bad jaoge,
Prem ko prem men badal lo to age bad jaoge. 
Abhiman ko vinamrata se jit lo unnti ho jayegi. 

कोई टिप्पणी नहीं: