यह ब्लॉग खोजें

Tulsidas ke dohe | Poem, Rachnaye, Chaupai Hindi Me

Tulsidas Poems, Rachnaye, Chaupai and Dohe in Hindi



tulsi das dohe in hindi with meaning


Ishvar Ne Sansar Ko Karm Pradhan Bana Rakha hai, Ismen jo Manushy Jaisa Karm Karta hai Usko, Waise Hi Phal Prapt Hota hai.

होई भले के अनभलो,होई दानी के सूम! होई कपूत सपूत के ज्यों पावक मैं धूम!!



Hoee bhale ke anmbholo, Hoee daani ke soom!, Hoee kaput saput ke jyo pawak main dhoom!!

जड़ चेतन गुन दोषमय विश्व कीन्ह करतार! संत हंस गुन गहहीं पथ परिहरी बारी निकारी!!



Jad chetan gun doshmay vishw kinh karatar!, Sant hans gun gahahi path parihari baari nikari!!

तुलसी इस संसार में. भांति भांति के लोग।  सबसे हस मिल बोलिए, नदी नाव संजोग॥



Tulsi is sansar men, Bhanti bhanti ke log!, Sabse hal mil boliy, nadi naav sanjog. 

Tulsi daas ji kahate hai ki is sansar men aalag alag prakar ke rog hote hai jinke bhes bhusa bhi alag alag hoti hai , Hame sabse milkar rahana chahiye, Kya pata phir kaun se jagah par dubara mil jaye. 

फोरहीं सिल लोढा, सदन लागें अदुक पहार ! कायर, क्रूर , कपूत, कलि घर घर सहस अहार !!

Phorahi sil lodh, sadan logen aduk pahar!, Kayar, krur, Kput kali ghar ghar. 
तुलसी पावस के समय धरी कोकिलन मौन! अब तो दादुर बोलिहं हमें पूछिह कौन!!

Tulsi pawas ke samy dhari kokinln maun, Ab to dadur bolih hamen puchhih kaun!
मनि मानेक महेंगे किए सहेंगे तृण, जल, नाज! तुलसी एते जानिए राम गरीब नेवाज!!

Mani manek mahenge kiye sahenge trin, Jal, Naaj, Tulsi ete janiye raam garib newaj. 

Tulsi daas ji ram bhagwan ke sabse bade bhakt men se ek mane jate hai inhone bhagwan ram ke bare men apne dohe men gungaan kiya hai, Ham inke dohe ko pad kar sam sakte hai ki ye kitane bade raam bhakt the, Wase to ram ji ke mahima ko kaun nahi janta, Jai Shri raam.

चित्रकूट के घाट पर भई संतान की भीर ! तुलसीदास चंदन घिसे तिलक करे रघुबीर!!

Chitrkut ke ghaat par bhayee santan ki bhid, Tulsi daas chandan ghise tilak kare raghubir. 

Is dohe ka asya yah hai ki chitr kut ke ghaat par bahut sare sant aur muniyon ki bhid lagi hai aur tulsi daas chandan ghis kar talka bana rahe hai aur ram chandr bhagwan sabhi ko tilk laga rahe hai. 

Nich nichayee nahi tajayee, sattnahoo ke sang, Tulsi chandan bitap basi, Binu bish bhay n bhujang. 

Brahagyan binu nari nar kahhi na dusari baat, Kaudi laagi lobh bas karahi bipra gur baat. 

Jaki rahi bhavana jaisi, Hari moorat dekhi tin taisi, Sukhi min janha nir agadha, Jim hari sharan na ek hoo badh. Is dohe men tulsi daas ji ne kaha hai hai jiski jaisi bhavana hoti hai Uska surat bhi waisa hi ho jata hai. Jo jaisa karata hai wasia hi hi bharata hai. Hame bhagwan ki kripa se sab ke liye bhale ka kaam karana chahiye tak apna bhi bhala ho aur doosare ka bhi. 

Daya dharm ka mool hai, Paap mool abhimaan tulsi dayan chhadiye, Jab lag ghat men pran. Tulsi daas ji kahate hai ki Daya karan dharm ahi aur paap karna ek abhiman, Is liye daya ki bhavana kahi bhi nahi chhodana chahiye jab tak sharir men pran hai. 


Suranar muni kou nahi, Jehi na moh maya prabal, As vichari man mahi, Bhajiy maha mayaptihi. 

Dev danuj muni naag manuj sab maya vivash bichare. Tnke haath daas tulsi prabhu kaha apnpo hare.
बिना तेज के पुरुष की अवशि अवज्ञा होय। आगि बुझे ज्यों राख की आप छुवै सब कोय।।

Bina tej ke prush ki avashi avgya hoy, Aagi bujhe jyo raakh ki aap chhuwi sab koy.  

Tulsi daas ke charitr ko jab aap padenge to apko sambjh men aa jayega ki ye kitane bhade raam bhakt dhe, Inki raam bhakti ke age ham naman karate hai, Jai shri ram.
 

कोई टिप्पणी नहीं: