यह ब्लॉग खोजें

Plato ke anmol vaichar

Plato ke anmol vaichar



1. 
Plato ke vichar hindi men paden aur gyan prapt karen
Plato ke vachan
Ek achchha nirny gyaan par aadharit hota hai numbron par nahi. -(प्लेटो-Plato) 

2. Ek anayak sau men ke paida hota hai, Ek budhdimaan vyakti hajaron men ek paya jata hai, Lekin ek samproon vyakti shayad ek laakh logon men bhi nahi milata hai. -(प्लेटो-Plato) 

3. Sabhi vyakti prakratik roop se saaman hain, Ek hi mitti se ek hi karmakar dwara banaye gaye aur bhale hi ham ko kitana bhi dhokhe mile rakh le par bhagwan ko jitana priye ek shashakt raajkumar hai utana hi ek garib kisaan. -(प्लेटो-Plato) 

4. Koyee bhi kisi ko aasaani se nuksaan pahucha sakata hai lekin har vyakti auron ke saath achchha nahi kar sakata hai. -(प्लेटो-Plato)

5. Sway ko is janm aur agele janm men bhi kaam men lagaiye bina prayatn ke aap samridhd nahi bana sakate bhale bhoomi upjaoo ho, bina kheti keye usmen prachur matra men phasal nahi ugayee ja sakti hai. -(प्लेटो-Plato) 

कोई टिप्पणी नहीं: