यह ब्लॉग खोजें

Suvichar All Categories - All Hindi Quotes

Suvichar All Categories

Read more quotes:

Osho ke anmol Vachan:

1. Koyee prabudhd kaise ban sakata hai? Ban sakata hai, Kyonki wo prabudhd hota hai. Use bnas is tathy ko pahachanana hota hai. (ओशो -Osho)
2. Yadi aap ek darpan ban sakate hain to aap ek dhyani ban sakate hai, Dhyan darpan dekhane ki kala hai aur ab aapke andar koyee vichar nahi chalata isliye koyee vyakulta nahi hoti. (ओशो -Osho)
3. Jis din aap ne soch liye ki apne gyan pa liya hai, Apki mritu ho jati hai, Kyonki ab n koyee ashchary hoga na koi aananad aur na koye acharaj, Ab aap ek mrit jiwan jiyenge. (ओशो -Osho)
4. Aatm gyan ek samjh hai ki yahi sabkuchh hai, Yahi bilkul sahi hai, Bas yahi hai aatmgyan koyee uplabdhi nahi, Yah ye janan hai ki na kuchh pana hai aur na kahi jana hai. (ओशो -Osho)

Anna Hazare ke Anmol Vachan:

1. Swantantrata ke liye lakhon logon ne apna jiwan balidan kar diya likin kuchh swarthi logon ke karan hamen sahi swatantra nahi mili. -(अन्ना हजारे)
2. Mai is desh ke yuvaon se kahana chahata hoon ki yah ladayee lokpal ke sath khatm nahi honi chahiye. Hamen maujuda chunavi sudharon men maujood khamiyon ko door karane ke liye ladana hai. Kyonki chunav pranali men dosh ke karan 150 aparadhi sansad tak pahuch chuke hai. -(अन्ना हजारे)
3. Kal mera rakt chap kam tha, Lekin aaj yah phir se niyantran men hai kyonki desh ki takat mere pichhe hai. -(अन्ना हजारे)
4. Is sarakar men ek prabhavi lokpal lane ki ichchha nahi hai. -(अन्ना हजारे)

Anna Hazare ke suvichar:

1. Lokpal ke baad hamen kisano ke adhikar ke liye ladana hoga, Ek aisa kanoon lana hoga jo sunishchit kare ki bhoomi adhigrahan se pahale gram sabhaon ki anumati lena anivary hoga. -(अन्ना हजारे)
2. Wahi loot, Wahi bhrastachar, Wahi updravata abhi bhi maujood hai. -(अन्ना हजारे)
3. Mai is desh ke logon se anurodh karata hoon ki is kranti ko jari rakhen men na hoon to bhi logon ko sangharsh jari rakhana chahiye. -(अन्ना हजारे)
4. Mera vajan sade paanch kilo kam hua hai, Kuchh jyada nahi, Mai thik hoon. -(अन्ना हजारे)
5. Mai chintit hoon ki kuchh asanvedanshil logo dwara shashit is desh ka kya hoga, Lekin ham unhe janshakti dwara badal sakate hain. -(अन्ना हजारे)


George Vashington ke Suvichar:

1. Sabhi ke sath vinarm rahe, Par kuchh hi ke sath antarang ho aur in kuchh ko apna vishwas dene se pahael achchhi tarah parakh len. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
2. Banduke mahatv men sirph savidhan se kam hoti hai, We logon ki swatantrata ka dant hoti hai. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
3. Bina prabhu aur baibil ke desh par sahi dang se shasan karana asambhav hai. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
4. Yadi bolane ki swatantrata chhin li jaye to shayad gunge aur maun ham usi tarah sanchalit honge jaise bhed ko bali ke liye le jaya ja raha ho. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
5. Meri maa sabse khubsoorat aurat thi jise maine kabhi dekha,  Main jo bhi hoon apni maa ki wajah se hoon, Main apne jiwan men mili sabhi saphalata ka shrey unse mili naitik baudhdik aur sharirik shiksha ko deta hoon–( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)


George Vashington ke Anmol Vachan:

1. Sarakar tarkprun nahi hai. Wah suvakta nahi hai, Wah takat hai, Aaga ki tarah, Wah ek khataranak naukar hai aur ek bhayanak maalik. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
2. Prasannata aur naitik kartavy ek doosare se puri tarah se jude huye hai. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
3. Yadi aap apni pratishtha ka sammana karate hain to achchhe gudon se sampann logon ke saath gudiyen kyonki buri sangat men rahane se achchha akele rahana hain. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
4. Wahi samay bahut najadik hai jo tay karega ki amerika swatantr honge ya gulam. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
5. Dikhawati desh bhakti ke pakhand se bachiye. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
6. Yadi ham apmaan se bachana chaahate hain to hame use jhatakana aana chahiye, Yadi ham shaanti baayen rakhana chahate hain jo ki hamari badati samridi ka ek behad mahattwaproon upkaran hai to ye jaroor pata hona chahiye ki ham har samay yudhd ke liye taiyar hai. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)

George Vashington ke mahan Suvichar:

1. Sachchi dosti dhimi gati se ugane wala paudha hai aur koyee is padawi ka hadar bane usse pahale use vipatti ke jhatako se gujarana aur unhe sahana hoga. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
2. Anubhav hame sikhata hai ki kabja jamaane ke baad dushman ko hatane ki tulana men use kabja karane se rokana kahi aasaan hai. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
3. Buri sangat men rahane se achchha akele rahana hai. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
4. Chaliye ek aisa maanak banaye jis par budhdhiman aur emandar chal sake ki baki bhagawan ke haath men hai. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
5. Apne hridy men us divy chingari, jise antaratma kahate hain ko jinda rakhane ke liye mehanat karon. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
6. Sabhi deshon ke prati achchhi bhavana aur nayaay rakhe, Sabhi ke saath shanti aur sadbhav sthapit karen. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)

George Vashington ke Saty vachan Suvichar:

1. Jahan saty ujaagar karane ke liye kasht uthaya jata hai waha aantat saty ki jit hoti hai. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
2. Maanvajati agar pane aap par chhod di jaye to khud par bhi shasan karane ke liye ayogy  hain. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
3. Jab hamane sainikon ki kalpna ki to hamane naagariko ko ek taraph nahi rakh diya. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
4. Chinta un logon dwara bhugataan kiya byaaj hai jo udhaar men busibat lete hain. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
5. Swantantrata jab apni jad jamane lagati hain to ek teji se badane wale paudhe ke saamaan ho jati hai. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
6. Bekaar ka bahana banane se achchha hai koyee bahahan na banana. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
7. Kaam ke aadami ke sath aapki baat sankshipt aur vyapak honi chahiye. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)

George Vashington ke Anmol Suvichar:

1. Kisi bhi tarah ki sarakar ke anagrat jaroor se badi sena swantantrata ke liye ashubh hai aur khas taur se gantantravaadi  santantrata ke liye shatrutaproon maani jani chahiye. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
2. Yudhd ke liye taiyar rahana shanti banaye rakhane ke sabse prabhavi saadano men se ek hain. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
3. Apne hridy ko har kisi ki vedana aur sankaton ko sankaton ko mahsoos karane dijiye aur apne haatho ko apne batuye ke hisab se dene dijiye. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
4. Kosana aur kasam khana itana tuchchh aur gir hua kaam hai ki koyee bhi samajhadar aur charitrwan vyakti isase ghrinna karata hai. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)
5. Hamari raajnitik vyvyastha ka aadhar logo ko apni sarakar ke savidhan ko badalene ka adhikar hai. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)

Jack welch ke anmol vichar apke liye:

1. Kisi sangathan ki sikhane aur us sikh ko teji se kriyanvit karane ki kshamata hi use kaampatitiv advantage deti hai. -(Jack Welch-जैक वेल्च)
2. Sabhi ke saath spasht rahiye. -(Jack Welch-जैक वेल्च)
3. Isase pahale ki badalna pade badl jaiye. -(Jack Welch-जैक वेल्च)
4. Apna bhagy swayam niyantrit kariye nahi to koyee aur karane lagega. -(Jack Welch-जैक वेल्च)
5. Prabandhan mat kijiye badalav ka netratav kijiye isase pahale ki apko karana pade. -(Jack Welch-जैक वेल्च)
6. Sachchayee ka saamana aise kijiye jaise ki wo hai na ki jaisi thi ya aap use jaise hona chahte. -(Jack Welch-जैक वेल्च)

Jack welch ke Suvichar:

1. Mujhe ek atyadhik saphal udyog bataiye janha union chalati ho. -(Jack Welch-जैक वेल्च)
2. Logon ko aatmwashwas dena hi aab tak ka sabase jaroori kaam hai jo main kar sakata hoon, Kyonki tab wo kaam karenge. -(Jack Welch-जैक वेल्च)
3. Vaisvikaran ne hamen ek aisi company men badal diya hai jo duniya khojati hai, Na sirf bechane ya kharidane ke liye balki baudhdik punji talashane ke liye bhi duniya ki sabse behetarin pratibhayen aur mahantam vichar. -(Jack Welch-जैक वेल्च)
4. Achchhe business leader vision banate hai vision batate hai, Vision ko utsah ke saath apnate hain aur satat use prun katate hai. -(Jack Welch-जैक वेल्च)

Jack welch ke anmol vichar:

1. Main internet se darata tha knynki mai type nahi kar pata tha. -(Jack Welch-जैक वेल्च)
2. Maine sikha hai ki galtiyan aksar utani hi achchhi shikshak ho sakati hai jitani saphalata. -(Jack Welch-जैक वेल्च)
3. Agar G. E ki chin men nivesh karane ki ranniti galat hai to ek billion dollars,  ya shayad do billion dollars ka nuksaan ho sakat hai par agar wo sahi hai to agali sadi ke liye yahi company ka bhavishy hai. -(Jack Welch-जैक वेल्च)
4. Mera mukhy kaam pratibhavo ka vikash karana tha main ek maali tha jo shirsh ke 750 logo ko paani aur any poshan deta tha beshak mujhe kuchh kaante bhi nikalane pade. -(Jack Welch-जैक वेल्च)

Plato ke anmol vaichar

Plato ke anmol vaichar



1. 
Plato ke vichar hindi men paden aur gyan prapt karen
Plato ke vachan
Ek achchha nirny gyaan par aadharit hota hai numbron par nahi. -(प्लेटो-Plato) 

2. Ek anayak sau men ke paida hota hai, Ek budhdimaan vyakti hajaron men ek paya jata hai, Lekin ek samproon vyakti shayad ek laakh logon men bhi nahi milata hai. -(प्लेटो-Plato) 

3. Sabhi vyakti prakratik roop se saaman hain, Ek hi mitti se ek hi karmakar dwara banaye gaye aur bhale hi ham ko kitana bhi dhokhe mile rakh le par bhagwan ko jitana priye ek shashakt raajkumar hai utana hi ek garib kisaan. -(प्लेटो-Plato) 

4. Koyee bhi kisi ko aasaani se nuksaan pahucha sakata hai lekin har vyakti auron ke saath achchha nahi kar sakata hai. -(प्लेटो-Plato)

5. Sway ko is janm aur agele janm men bhi kaam men lagaiye bina prayatn ke aap samridhd nahi bana sakate bhale bhoomi upjaoo ho, bina kheti keye usmen prachur matra men phasal nahi ugayee ja sakti hai. -(प्लेटो-Plato) 

Socrates ke mahan vichar - Sukrat Hindi

Socrates ke mahan vichar


Mahan vichar, quote, anmol vachan Socrates ke hindi men
Socrates ke suvichar

1. Har vyakti ki atma amar hoti hai lekin jo vyakti nek hote hain unki aatma amar aur divya hoti hai. -(सुकरात- Socrates)

2. Janha tak mera swal hai, Mai bas itna janata hoon ki mai kuchh nahi janata. . -(सुकरात- Socrates)

3. Shadi ya brahmchary aadami chahe jo bhi rasta chun le, Use baad men pachhatana hi padata hai. . -(सुकरात- Socrates)

4. Mitrata karane men dhime rahiye, Par jab kar lijiye to use majbooti se nibhaiye aur us par sthir rahiye. . -(सुकरात- Socrates)

5. Mrityu sambavat manviya vardano men sabse mahan hai. . -(सुकरात- Socrates)

6. Chahe jo ho jaye shadi kijiye, Agar achchhi patni mili to aapki jindagi khushhal rahegi agar buri patni milegi to aap darshanik ban jayenge. . -(सुकरात- Socrates)

7. Ek emandar aadami hamesha ek bachcha hota hai. -(सुकरात- Socrates)

Amitabh Bachchan udhdaran

Amitabh Bachchan


Amitabh bachan ke bachan aur udhdikaran hindi men
Amitabh Bachan Udhdikaran
Amitabh bachan ke bachan aur udhdikaran hindi men
Amitabh Bachan Udhdikaran

Mian apni jindagi jitane sambhav ho utane swabhavik aur samany tarike se vyatit kar sakata hoon aur karata hoon, Lekin agar din raat vivad mere pichhe pade rahe to main iska kuchh nahi kar sakata, Mujhe kabhi kabhi aaschary hota hai ki we kis tarah ye sab karate hain, Mai dadi badata hoon aur wah Times of india ke sambadakiy men a jata hai. -(अमिताभ बच्चन

Sach kahoon to main kabhi icon, superstar aadi vishleshanon ke chakkar men nahi pada, Main hamesha khud ko ek abhineta ke roop men dekhata hoon jo apni kabiliyat ke anusar jitana achchha kar sakata hai kar raha hai. -(अमिताभ बच्चन)\


Yah ek rankshetr hai, Mera sharir jisane bahut kuchh saha hai. -(अमिताभ बच्चन)


Mujhe kabhi kabhi is tathy se dukh hota hai ki mere paas ek prun aur nirog sharir nahi hai. -(अमिताभ बच्चन)


Maine bophros ki vajah se raajniti nahi chhodi, Maine raajniti isliye chhodi kyonki main tuchchh raajniti khel khelana nahi janata, Main tab bhi nahi janata tha aur ab bhi nahi janata hoon. -(अमिताभ बच्चन)
Mai kabhi bhi apne kairiyar ko lekar ashwast nahi raha hoon. -(अमिताभ बच्चन)


Mai kabhi ek suparstar nahi raha aur kabhi ismen yakin nahi kiya. -(अमिताभ बच्चन)


Aisi bahut si chije hain jo mujhe lagata hai ki maine kayee jiche mis kar di hai. -(अमिताभ बच्चन)


Asal men main bas ke abhineta hoon jo apne kaam se pyar karata hai aur umr ke bare men ye sab baten kewal media men panapti hain. -(अमिताभ बच्चन)


Mujhe aiswarya ke saath romance karne men khushi hogi, Lekin main 58 saal ka hoon isliye mujhe unka pita banan hoga. -(अमिताभ बच्चन)


Mai jin chijon se gujara hoon aur jis asadharan tarike se mere sharir ne pratikriya ki wah adbhut hai, Ashchry nahi ki main dharmik ho gaya kyonki aap nahi janate ki aapke saath kuchh chije kyon ho rahi hai aur pako nahi pata ki aap kaise bounce back karte hain. -(अमिताभ बच्चन)


Har kisi ko swakar karana chahiye ki hamari umr badegi aur umr ka badana hamesha pranshshaproon nahi hota. -(अमिताभ बच्चन)


Jo thode bahut log yatharthvadi cinema banate hain jo aisa cinema banate hain jo shayad pashchimi darshko ko adhik swikary hai, we bahut kam hain. -(अमिताभ बच्चन)


14. Hamari kahaniyon ke swaroop ki wajah se bhartiy abhinetaon ko achchha abhiny aanaa jaroori hai aur unhe bhavanatmak drishyo, Thodi comedy, nachana gana, action anaa chahiye kyonkii ye sab ek hi cinema ka hissa hote hain, Mai kahonga ki kayee mayano men hollywood abhinetaon ki tulana men bhartiy abhineton se adhik apeksha hoti hai. -(अमिताभ बच्चन)


15. Main kisi taknik ka pryog nahi karta, Mai abhinay karane ke liye prashikshit nahi kiya gaya, Mai bas filmo men kaam karna pasand karata hoon. -(अमिताभ बच्चन)


Karl Marx ke vichar hindi men

Karl Marx Quotes in Hindi



1.     
Karl marx ke suvichar hindi men apke liye
Karl Marx ke vichar
Hare kisi ko uski kshmata ke anusar, Har kisi ko uski jaroorat ke anusar. -(कार्ल मार्क्स-Karl Marx)

2.      Itihas khud ko doharata hai, Phale ek trasadi ki tarah, Dusare ek majak ki tarah. -(कार्ल मार्क्स-Karl Marx)

3.      Koee bhi jo itihas ki kuch jankari rakhata hai wo ye janata hai ki mahan samajik badalav bina mahilaon ke utthan ke asamabhav hai, Samajik pragati mahilaon ki samajik sthiti jismen buri dikhane wali mahilaye bhi shamil hai ko dekhakar  napi ja sakati hai. -(कार्ल मार्क्स-Karl Marx)

4.      Loktantr samajwad ka rasta hai. -(कार्ल मार्क्स-Karl Marx)

5.      Punji mrit sharam hai jo pishach ki tarah kewal jivit shramiko ka khoon choos kar jinda rahata hai aur jitana adhik ye jinda rahata hai utna hi adhik shramiko ko choosata hai. -(कार्ल मार्क्स-Karl Marx)

Oprah Winfrey ke Anmol vachan

Oprah Winfrey ke Anmol vachan



  
Oprah winfrey ke anmol vachan hindi men
Oprah vinfrey ke suvicha
1. Mai asaphalata men yakin nahi rakhati, Agar apne prakriya ka anand uthaya hai to ye asphalata nahi ahi.- (ओपरा विनफ्रे- Oprah Winfrey) 

2. Aapke pas jo kuchh bhi hai uske liye shukrgujar rahiye, Apke paas aur bhi adhik hoga, Agar aap is bat par dhyan kendrit karenge ki apke paas kya nahi hai, To apke paas bhi prayapt maatr men chije nahi hongi. (ओपरा विनफ्रे- Oprah Winfrey) 

3. Jaise jaise apko spsth ho jayega ki aap sachmuch kaun hai, Aap aur bhi achche se taay kar payenge ki apke liye sabse achchha kya hai-pahali baar men hi. (ओपरा विनफ्रे- Oprah Winfrey) 

4. Mai khud ko ek pichhadi basti ki garib vanchit ladaki nahi samajhati jisne kuchh bada hasil kiya, Mai khud ko ek aisa vyakti samajhati hoon jo chhoti umr se hi ye janathi thi ki main khud ke liye jimmedar hai aur mujhe achchha karana hai. (ओपरा विनफ्रे- Oprah Winfrey)


Oscar Wilde ke anmol vachan

Oscar Wilde ke anmol vachan in Hindi


Oscar wilde ke hindi thought
Oscar wilde ke suvichar
1.      Ek aadami kisi bhi aurat ke saath khush rah sakata hai, Jab tak ki wo usase pyar na kare. – (ऑस्कर वाइल्ड- Oscar Wilde)
2.      Napharat andhi hoti hai aur pyar bhi. – (ऑस्कर वाइल्ड- Oscar Wilde)  
3.      Meri bahut sidhi sidhi pasand hai, Mai hamesha sabse achchhe se santust hota hoon. – (ऑस्कर वाइल्ड- Oscar Wilde)  
4.      Sachche dost saamane se chhura bhonkate hain. – (ऑस्कर वाइल्ड- Oscar Wilde)
5.      Aisee bahut si chije hai jo ham phenk deta hai yadi hamen is baat ka chinta nahi hoti ki koyee aur unhe utha lega. – (ऑस्कर वाइल्ड- Oscar Wilde)    
6.      Ek sajjan vyakti wah hai jo anjane men kisi bhi bhavnao ko thes na pahuchaye. – (ऑस्कर वाइल्ड- Oscar Wilde)
7.      Anubhav mahaj ek naam hai jo ham apni galtiyon ko dete hain. – (ऑस्कर वाइल्ड- Oscar Wilde)
8.      Saphalata ek vigyan hai, Yadi paristhitiya hai to parinam milega. – (ऑस्कर वाइल्ड- Oscar Wilde) 
9.      Koyee bhi vyakti itana dhanwan nahi ki apna bhoot kharid sake. – (ऑस्कर वाइल्ड- Oscar Wilde)
10.  Har san ek atit hai aur har papi ka ek bhavishya hai. – (ऑस्कर वाइल्ड- Oscar Wilde)  
11.  Jo vayakti apne bare men nahi sochata, Wo sochata hi nahi hai. – (ऑस्कर वाइल्ड- Oscar Wilde)
12.  Kuchh log jahan jate hain waha khushiya late hain aur kuchh log jab jate hain tab. – (ऑस्कर वाइल्ड- Oscar Wilde)

Jack welch ke Quotes

Jack welch ke Quotes in Hindi


Suvichar of jeck welch in hindi

Jack welch ke Quotes hindi men:



  1.  Number ek nakad raaja hai, Number do suchit kijiye, Number tin pratidavandi ko kharid lijiye ya daphana dijiye. -(Jack Welch-जैक वेल्च)
  2. Shashakt prabandhak jo chhatani karane ke kathin nirnay lete hai darasal wahi aaj ki duniya sahi mayane me n naukari ki suraksha pradan karate hain, kamajor prabandhak samasya hai kamjor prabandhak rojgaar khatm karate hain. -(Jack Welch-जैक वेल्च)
  3. Sabse achchhe khiladiyon wali team jitati hai. -(Jack Welch-जैक वेल्च)
  4. Badalane ki ichchha rakhana ek taakat hai, Bhale hi iski wajah se company ek ek hissa kuchh der ke liye puri tarah avyavasthit ho jaye. -(Jack Welch-जैक वेल्च)

George Washington ke vichar hindi men

George Washington Quotes in Hindi


Thought of George Washington, anmol vichar, suvichar in hindi1.      Kuchch logo men hi sabase uchchi boli lagane wale se bachane ka gun hota hai. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)

2.      Savidhan wo margdarshak hai jise main kabhi nahi chhodunga. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)

3.      Mai sirf ye kag sakata hoon ki koyee aisa jivit vyakti nahi hai jo mujhase adhik imandari se daas pratha ka ant karane ki yojana ko apnanae ki ichchha rakhata hai. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)

4.      Meri pahali ichchha maanav jaati ke pleg, Yudhd ko is dharati se khatm karane ki hai. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)

5.      Kisi din samnukt raajy amerika ka udaharan apnate huye, Sanyukt raajy yurop hoga. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)

6.      Anushasan sena ki aatma hai, Yah chhhoti sankhya ko bhanyankar bana deti hai. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)

7.      Maine dekha hai ki jab kabhi bhi kisi kaam ko karane ke liye ek aadami prayapt hai to do vyaktiyon dwara wo badatar tarike se hota hai Aur agar tin ya adhik log laga diye jaye to shayad hi pura ho pata hai. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)

8.      Nayaay ka prabandh sarakar ka sabase majboot satambh hai. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)


Anna hazare ke suvichar

Anna Hazare ke Anmol Vachan


A real hero of india, Suvichar of anna hazare, amol vachan, Quotes in hindiSarkar ka paisa logo ka paisa hai. Logon ke bhale ke liye prabhavi nitiyan banaye. -(अन्ना हजारे)


Ham sarakar ke saath kaam karane ko taiyar hain lekin unki taraph se koyee sanvad nahi hai, Ham baat karane kahan jayen aur ham kisase baat karen? -(अन्ना हजारे)


Kya ya loktantr hai? Sabhi ek saath paisa banane aaye hain, Main khud ko shaubhgyshali samjhunga agar main apne samaaj, Apne deshwashiyon ke liye marata hoon. -(अन्ना हजारे)


Meri maange badalengi nahi, Aap mera sar kaat sakate hain lekin mujhe sar jhukane ke liye majboor nahi kar sakate. -(अन्ना हजारे)

Jo apne liye jite hain wo mar jate hain, Jo samaaj ke liye marate hain wo jinda rahate hai. -(अन्ना हजारे)


Desh ko wastavik satantrata aajadi ke 64 saal bad bhi nahi mili aur kewal ek badalav aaya goron ki jaga kaale aa gaye. -(अन्ना हजारे)