यह ब्लॉग खोजें

Shiksha se sambandhit suvichar | सुविचार और अनमोल वचन

शिक्षा से संबंधित सुविचार

Education Anmol Vachan in Hindi

Shiksha Jiwan Ki Pristhitiyon ke samana karne ki yogyata ke naam hai.
Vidhya Amulya Aur Anshwar Dhan hai.



Manav swabhav ka gyan hi raajnitik shiksha ka aadi aur ant hai.



Saamajik Aur Dharmik Shiksha vyakti ko naitikata evam anaitikata ka path padati hai.




 Shiksha ke Anmol Vachan:

1. Shiksha Jiwan Ki Pristhitiyon ke samana karne ki yogyata ke naam hai.  


2. Bachchon ko Shikshit karna to jaroori hai hi, Unhe ahve aap ko shikshit karne ke liye chhod dena hi jaroori hai.


3. Sansar men jitane prakar ki praptiyan hain, Shiksha sab se badakar hai.


4. Shiksha jiwan ki taiyari ka shikshan kaal hai.


5. Yuvako ki shiksha par hi rajy aadhaarit hai.


6. Vidhya Amulya Aur Anshwar Dhan hai.


7. Yadi Manushy Sikhna Chahe To Ushki Har Bhool Ushe Kuchh Shiksha De sakti hai.


8. Jiwan ka rahasy bhog men nahi, par anubhav ke dwara shiksha prapti men hai.


9. Kast aur vipatti manushy ko shiksha dene wale shreth gun hain.


10. Chanav janta ko rajnitik shiksha dene ka vishvidhayala hai.


11. Manav swabhav ka gyan hi raajnitik shiksha ka aadi aur ant hai.


12. Charitrhin shiksha, Manavatavihin vigyan aur naitikatavihin vyavahar khatanak hote hain.


13. Apna Aadarsh Upasthit karke hi doosaron ko sachchi shiksha di ja sakti hai.


14. Kamajori ka ilaaj kamjori ka vichar karna nahi, Par shakti ka vichar karna hai. Manushayon ko Shakti do, Jo pahale Unmen hai.    


15. Jiwan Ek paathshala hai, Jismen Anubhavon ke aadhar par ham shiksha prapt karte hain.


16. Jaise Kore kaagaj par hi patra likhe ja sakte hain, Likhe hue par nahin, Usi prakar nirmal antkaran par hi yog shiksha aur saadhana ankit ho sakti hai.        


17. Saamajik Aur Dharmik Shiksha vyakti ko naitikata evam anaitikata ka path padati hai.               


18. Manushya ko uttam shiksha uchch savabhav, dharm, yogabhyas aur vigyan ka saarthak grahan karke jiwan men saphalata prapt karni chahiye.


19. Pratikool paristhitiyon karke hi doosaron ko sachchi shiksha di ja sakti hai.


20. Shiksha ka sthan skool ho sakte hain, Par diksha ka sthan to ghar hi hai.

शिक्षा से संबंधित महान व्यक्तियों के सुविचार



Jo Shksha Manushy Ko Sankirn Aur Swarthy Bana Deti Hai,

Yadi Ham Asaphalata Se Shiksha Prapt Karte Hain To Wah Saphalata Hi Hai.

Agar Manushy Kuchh Sikhana Chahe To Uski Har Bhool


1. Bachachon Ko Palana, Unhen Achchhe Vyavahar Ki Shiksha Dena Bhi Sevakary Hai, Kyonki Yah Unka Jiwan Sukhi Banta Hai. – Swami Ramsukhdas

2. Jo Shksha Manushy Ko Sankirn Aur Swarthy Bana Deti Hai, Uska Muly Kisi Yug Men Chahe Jo Raha Ho, Ab Nahi  Hai. – Sharatchandra Chattopadhyay

3. Shiksha Aur Prashikshan Ka Ekmatra Uddeshy Samasya Samadhan Hona Chahiye. 

4. Shiksha Ki Jade Bhale Hi Kadavi Ho, Iske Phal Mithe Hote Hain.

5. Jab Aap Kuchh Ganva Baithate Hain, To Usase Prapt Shiksha Ko Na Ganvayen.

6. Khali Dimag Ko Khula Dimag Bana Dena Hi Shiksha Ka Uddeshy Hai. 

7. Yadi Ham Asaphalata Se Shiksha Prapt Karte Hain To Wah Saphalata Hi Hai.

8. Shiksha ka dhyey hai ek khali dimag ko khule dimaag men badalana.

9. Shiksha Kisi Ghade Bharane Jaisa Nahi Hai, Yah To Again Prajjavalit Karne Jaisa Hai.

10. Agar Manushy Kuchh Sikhana Chahe To Uski Har Bhool Use Kuchh Na Kuchh Shiksha Jaroor De Sakti Hai.

Shop Online   Bed linen    |    Bed Sheets    |    Bath Towels

शिक्षा से संबंधित सुविचार


Anubhav Prapti Ke Liye Kaphi Muly Chukana Pad Sakata Hai


Charitrahin Shiksha, Manavata Vihin Vigyan Aur Naitikta Vihin Vyapar Khatarnak Hote Hain.


Jo Kala Aatma Ko Aatmdarashan Ki Shiksha Nahi Deti, Wah Kala Nahi.


Kasht Aur Vipatti Manushy Ko Shiksha Dene Vale Shresth Gun Hain




1. Logon Ko Chahiye Ki Is Jagat Men Manushyata Dharan Kar Uttam Shiksha, Achchha Swabhav, Dharm, Yogyabhyas Aur Vigyan Ka Samyak Grahan Karke Sukh Ka Prayatn Karen, Yahi Jiwan Ki Saphalata Hai.

2. Jo Kala Aatma Ko Aatmadarshan Karane Ki Shiksha Nahi Deti Wah Kala Nahi Hai.- mahatma gandhi

3. Anubhav Prapti Ke Liye Kaphi Muly Chukana Pad Sakata Hai Par Usse Jo Shiksha Milati Hai Wah Aur Kahi Nahi Milati.

4. Anubhav Prapti Ke Liye Kaphi Muly Chukana Pada Sakata Hai Par Usse Jo Shiksha Milati Hai Wah Aur Kanhi Nahi Milati.

5. Kitaben Aisi Shikshak Hain Jo Bina Kasht Diye, Bina Aalochan Kiye Aur Bina Pariksha Liye Hamen Shiksha Deti Hain.

6. Charitrahin Shiksha, Manavata Vihin Vigyan Aur Naitikta Vihin Vyapar Khatarnak Hote Hain.

7. Sara Hindustani Gulami Men Ghira Hua Nahi. Jihone Pashchmi Shiksha Paee Hai Aur Jo Uske Paash Men Phans Gaye Hain, Ve Hi Gulamen Ghire Hye Hain. - mahatma gandhi

8. Jo Kala Aatma Ko Aatmdarashan Ki Shiksha Nahi Deti, Wah Kala Nahi. - mahatma gandhi

9. Kasht Aur Vipatti Manushy Ko Shiksha Dene Vale Shresth Gun Hain, Jo Sahas Ks Sath Unka Saamana Karte Hain, Ve Vijayee Hote Hain.

10. Svadeshi Udyog, Shiksha, Chikitsa, Gyan, Khanpan, Bhasha, Veshbhusha Evam Svabhiman Ke Bina Vishv Ka Koi Bhi Desh Mahan Nahi Ban Sakta. – swami ram dev

11. Meri Sari Shiksha Do Shabdo Ki Hain Prem Aur Dhyan.

12. Gyan prapti ke ek hi maarg jiska naam hain, ekagrata. Shiksha ka saar hai, man ko ekagr karna, tathyon ka sangrah karna nahi.



Shop Online   Bed linen    |    Bed Sheets    |    Bath Towels

कोई टिप्पणी नहीं: