Hindi Anmol Vachan लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Hindi Anmol Vachan लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

8 सित॰ 2021

हिंदी सुविचार और अनमोल वचन | Hindi Suvichar for You

हिंदी सुविचार

हिंदी सुविचार और अनमोल वचन
हिंदी सुविचार - जिंदगी में कामयाब होने के लिए हमारे पास जो कुछ होता है उसी में शुरुआत कर लेनी चाहिए, अन्यथा समय निकले देर नहीं लगती।

(Hinsi Suvichar - Kamyab hone ke liye kai baar hame jo hai usi me shuruaat kar leni hoti hai, bhale taiyari poori na ho kyunki yah intezar karne se kafi behtar hai.)

हिंदी सुविचार और अनमोल वचन
अनमोल वचन - जब एक ही जोक पर दोबारा नहीं हंस पाते तो एक ही दुख पर दोबारा परेशान न हो।
(Anmol Vachan in Hindi - Jab ek hi joke pr dobara nahi hanste, to ek hi dukh pr bhi dobara pareshan nahi hona chahiye.)

हिंदी सुविचार और अनमोल वचन























हिंदी सुविचार - जब तक आप शिक्षा का मतलब नौकरी करना समझेंगे तब तक आप नौकर ही बने रहेंगे, मालिक कभी नहीं।

Buraee karane ke awasar to din men sau baar aate hain....

Hindi Suvichar4u - Jab tak siksha ka maksad naukri pana hoga, tab tak samaj me naukar hi paida honge, malik nahi.

Vichar se karm ki utpati hoti hai, karm se adat...

Prasannta swasthy men nihit hoti hai.

  1. Aap prasann hain yaa nahi yah sochane ki liye phurasat hona hi dukhi hone ka rahasya hai, aur iska upaay hai- vyawasay.
  2. Sachche mitr mushkil se milate hain, Kathinata se chhootate hain aur bhulaye nahi bhoolate. Inse sampark banaye banye rakhen. Jivan men yah bhi apki ek amuly punji.
  3. Apka achchh vyawahar logon ko yaad rahata hai, badale men wah bhi achchha bartv hi karate hain.
  4. Sab kuchh apane sankalp dwara hi bada ya chhota ban jata hai.
  5. Sajjan log swabhav se hi swarthsidhdi men aalasi aur paropakar men waksh hote hain.
  6. Prasannta swasthy men nihit hoti hai.

 हिंदी सुविचार और अनमोल वचन



4 सित॰ 2013

Inspirational & Motivational Quotes in Hindi-16

Inspirational Quotes in Hindi

प्रेरणात्मक कथन (1.)  जीतने वाले व्यक्ति (Winner) अलग चीजें नहीं करते, वो तो चीजों को  अलग तरह से करते हैं।
(शिव खेड़ा -Shiv Khera)
प्रेरणात्मक कथन (2.)  विपरीत परस्थितियों (कठिनइयों) में कुछ लोग टूट जाते हैं , तो कुछ लोग लोग रिकॉर्ड बनाते हैं।
(शिव खेड़ा -Shiv Khera)
प्रेरणात्मक कथन (3.)  यदि आप सोचते हैं कि आप यह कर सकते हैं तो आप कर सकते हैं। यदि आप सोचते हैं कि आप यह नहीं कर सकते हैं तो आप इसे नहीं कर सकते हैं और किसी भी तरह से आप सही हैं।
(शिव खेड़ा -Shiv Khera)
प्रेरणात्मक कथन (4.)  किसी डिग्री का ना होना फायेदेमंद है यदि आप इंजिनियर या डाक्टर हैं तब आप एक ही काम (work)  को सकते हैं लेकिन अगर आपके पास कोई डिग्री नहीं है तो आप कुछ भी काम कर सकते हैं।

(शिव खेड़ा -Shiv Khera)

12 जून 2013

JwahaLal Neharu ke Suvichar

JwahaLal Neharu Anmol vachan in Hindi


Hamen thoda vinarm rahana chahiye, Hame ye soche...


Life is like a game of cards....


Jiwan taash ke patton ke khel ki tarah hai, Apke haath men jo hai ....

Mera Suvichar Apke liye:

1.     Kuchh Bhi Bolane Se Pahale Ek Bar Soche Phir Bole Nahi To Aap Doosaron Ke Hassi Ke Patr Ban Sakte Hai. – Indu singh

2.     Doosaron Ki Kamyabi Ko Dekhkar Jale Nahi Balki Uski Kamyabi Se sikh Lekar Apni Kamyabi Ki or Kadam Badaye. - Indu singh

3.     Kismat Ko Badalana Hai to pahale Apne Kam karane Ki Mehant ko badalon aur menhanat utni karo ko kismet apke pichhe chale aap nahi. - Indu singh

4.     Kabhi Kabhi Vyakti apni life men itani badi galti kar baitha hai ki usko sari umr pachchhtawa hota hai aur apni life ko barbad kar baitha hai isliye aap se aisi yadi bhool ho gayee ho to apni galtiyon ko bhool kar kuch itan achchha kary karne ki koshi karo ki pahale ki galti is achchhyee ke samane chhip jaye. - Indu singh


11 जून 2013

Hindi suvichar for you

Hindi suvichar for you


1. Girana bhi to achchha hota hai, Girane se apni aukat pata chal jata hai. Badate hain haath logo ke jab uthane ko, Gairon men apno ka pata chal jata hai.


2. Sangharsh men admi akela hota hai, Saphalata men duniya uske saath hoti hai..Jab jab jag us par hansa hai.. Tab tab usi ne itihas racha hai.


3. Apnanae ke liye hajar khoobiyan kam hai, chhodane ke liye ek kami hi kaphi hai,


4. Bhagy men nahi apni shakti men vishwas rakho.


5. Achchh aur bura waqt, dono yad rakhane chahiye bure wakt men, Achchhe samay ki yaaden, Sukoon deti hain, Aur achchhe waqt men, Bure samy ki yaade, Apko chaukana rakhati hai.


Shop Online :    Bed linen    |    Bed Sheets    |    Bath Towels



3 जून 2013

Mahan Vyaktiyon ke Anmol Vachan apke liye

Mahan Vyaktiyon ke Anmol Vachan in Hindi:


1. Sachche sahity ka nirman ekant chintan aur ekant saadhana men hota hai. – Anant Gopan shewade
2. Kutil logo ke prati saral vyawahar achchhi niti hai. – Shri harsh
3. Anubha, Gyan unmesh aur vayas manushy ke vicharon ko badalate hain. -Hari Audh
4. Jo apne upar vijay prapt karata hai Wahi sabse bada vijayi hain. -Gautam Buddha
5. Adhik anubhav, Adhik sahansilata aur adhik adhyayan yadi vidwata ke tin mahastambh hai. -Aanam
6. Jo Deepak ko apne pichhe rakhate hain we apne marg men apni chhaya dalate hain.- Ravindra
7. Jaha prakash rahata hai waha andhakar kabhi nahi ra sakata. - Maghr
8. Manushy ka jiwan ek mahandi ki bhanti hai jo apne bahav dwara navin dishaon men raah bana leti hai. –Ravindranath Thakur


27 जन॰ 2013

Hindi Suvichar | हिंदी सुविचार

हिंदी में सुविचार


हिंदी सुविचार

हिंदी सुविचार

Jiwan men apse kaun milega samay tay karata hai. Jiwan men aap kise chahate hain apka dil taya karata hai par jiwan men kaun bana rahega. 
Jiyon uske liye jo jine ka sahara ho, raah men to milenge sathi bahut lekin saath do uska jisane bhid men apko pukara ho. 
Sahas aur drid nishchay judayee tavij hain jinke aage kathinayan door ho jati hai aur badhayen udan chhoo ho jati hai.


Sari chijon ke bare men kuchh kuchh aur kuchhek ke bare men sab kuchh sikhane ki koshish karani chahiye.


Jiwan usi ka dhany hai jo anekon ko prakash de. Prabhav usi ka dhany jiske dwara anekon men asha jagrat ho. 

17 जन॰ 2013

Hindi suvichar part 2

Hindi Anmol Vachan



1. Jindagi Men Kabhi Kisi Ko Bekar Mat Samajhana, Kyonki Band Padi Ghadi Bhi Din Men Do Bar Sahi Samay Batati Hai. 


2. Dosat Aur Mehandi Ismen Khas Phark Nahi Hota Hai, Donon Ek hi Kam Kar Jati Hai Jindagi Men Khushiyon Ke Rang Deti Hai. 



3.Pratyek karm apne ek puruskar hai. Yadi karm bhali prakar se kiya gaya hoga aur shubh hoga, to nishchay hi us ka phal bhi shubh hoga. Isi prakar galat tarike se kiya gaya ashubh karm Hanikarak hoga.


4. Manushy jivan bhar is agyanproon andhvishwas se chintit rahate hain ki kahi use koee dhokah n de jaye. Use Yah gyaan nahi hota ki manushy ko swayn us ke siwaye koyee dhokaha nahi de sakata, vastav men, Wah apne hi moh aur bhay ke karan dhokhe men Phasata hai.


5. Apne Jiwan udeshy ko janana aur use prapt karane ke liye dridh aatmvishawas rakhana, Yahi Saphalata ki or Pahala kadam Hai. Yah Adamy Vichar ki Mai Awashy saphalata prapt karunga aur us par pura vishwas hi saphalata pane ka mull mantr hai. 





Suvichar4u-More Pages
1   2    3    4    5    6   7   8   9  10   Next

यह ब्लॉग खोजें