Love Poem in Hindi लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Love Poem in Hindi लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

29 अप्रैल 2013

Tumhari Ankho ke swachchh-Poem

Love Poem in Hindi

Tumhari Ankho ke swachchh nile vistar men Ek kavita padi Thi
Tumhari ankho ke swachchh nile vistar men ek kavita padi thi,
Kavita men pankshiyon ki chahak thi,
 subah ke tatakepan ke sath
To chaurahon par usi waqt bikane ko khade majdooron ki bechaini bhi
Jangalo ki hariyali thi,
To katate pedon ka roodan bhi phoolo ki tajagi aur khushaboo thi,
To baal shramiko ke murjhayen chehare bhi samundra ki uddam lahare thi,
To chhoti badi kayee dharaye bhi jinhe ek badi dhara men badalana tha, 
Par jane kaise tumhari ankhon men ghir aaye hai kale badal dekho,
Meri kavita aansoo ban baras na jaye.

28 अप्रैल 2013

Har Pal Men Khush Raho | aaj ke suvichar hindi

Love Poem in Hindi

अनमोल वचन

Pyar Bhara Suvichar in Hindi

Ye Di Bhi Dhadakata Hai Aur Meri Sanse Bhi Chalti Hai,
Bas Ye Dil Tujhe De Baitha Hoon,
Is Dil Men Ajeeb Si Kasamkas hai,
Jinda To hoon Par Ye Jaan Tujhe De Baitha haoon. 

anmol ambani love suvichar



Too Meri Jindagi Hai,
Too Hi Mera Khwab Hai,
Too Hi Meri Sadgi hai,
Too Hi Mera Mushkan,
Ji Chahata Hai Bas Yahi Kahata Rahi,
Too Hi Meri Mannt Too Hi Kahata Rahoon

aaj ke suvichar hindi

Jindagi Hai Chhoti,
Har Pal Men Khush Raho,
Office Men Khush Raho,
Ghar Men Khush Raho.


Aaj Panir Nahi Hai,
Daal Men Hi Khush Raho,
Aaj Jim Jane Ka Samay Nahi,
Do Kadam Chalk E He Khush Raho.

Aaj Dosto Ka Sath Nahi,
T.v. Dekh ke hi khush raho,
Ghar Ja Nahi Sakte,
To Phon Kar Ke Hi Khush Raho.

Aaj Koee Naraj Hai,
Uske Is Andaj Men Bhi Khush Raho,
Jisse Dekh Nahi Sakte,
Uski Aawaj Men Hi Khush Raho.

Jisse Paa Nahi Sakte,
Uske Yaad Men Hi Khu Raho.
Laptop N Mila To Kya,
Desktop Men Hi Khu Raho…

Bita Hua Kal Ja Chooka Hai,
Uski Miti Yadon Men Hi Khush Raho…
Aane Wale Pal Ka Pata Nahi,
Sapno Men Hi Khu Raho…

Haste Haste Ye Pal Bitenge,
Aaj Men He Khush Raho…
Jindagi Hai Chhoti
Har Pal Khush Raho…

USko Bhi Dil Ka Hal

Love Poem

Plakon Pe Asooon Ko Sajaya Na Ja Saka
Plakon Pe Asooon Ko Sajaya Na Ja Saka,
Usko Bhi Dil Ka Hal Bataya Na Ja Saka,
Jakhamon Se Choor Choor Tha Yah Dil Mera,
Ek Jakham Bhi Usko Dikhana Na Ja Saka,

Jab Teri Yaad Aye To Koshish Ke Bawajood, Aankhon Men Aanssoono Ko Chhupaya Na Ja Saka,
Kuchh Log Jindagi Main Aise Bhi Aaye Hai
Jinko Kisi Bhi Lamhe Bhulaya Na Ja Saka,

Bas Is Khayal Se Kahi Usko Dukh N Ho,
Ham Se To Haal E Gam Bataya Na Ja Saka,
Vah Muskara Raha Tha Mere Rubaru Magar, Chehare Ka Ran Usse Chhupaya Na Ja Saka.

Tanhaeyon Ki Aag Main Ham Jal Gaye,
Magar Phasala Unka Mitaya Na Ja Saka.

27 अप्रैल 2013

प्यार पर सुविचार | My Love poem | Love Suvichar

My Love Poem

प्यार पर सुविचार

love suvichar in Hindi

Prem Ki Shakti Nafarat Ki Takat Se Hajaron Guna Prabhav Shali Hoti hai.

love suvichar

You make me feel special each day.
You always bring a smile on my face.
♥
It never fades and never will it be
as long as you’ll be in my life!
♥
I love you so much and I hope that
you’ll always remember that
♥
Wherever life may lead us,
I promise that you will always have me.
♥
I will never leave you
I will never stop loving you.
♥
We may be separated from each other,
but I’m telling you now
♥
That there’s always me
who loves you unconditionally.
♥
The world may your its back on you
but I’m always here to comfort
♥
and love you the best I could.
I’m always here and I’m all yours alone!
♥
I love you,
and I’m glad you’re in my life!

यह ब्लॉग खोजें