Mahatma Gandhi लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Mahatma Gandhi लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

22 अप्रैल 2013

Subh Vichar in Hindi and English | शुभ विचार इन हिंदी | Shubh Vichar

Mahatma Gandhi Anmol Shubh Vichar

महात्मा गांधी के अनमोल शुभ विचार


great thoughts by mahatma gandhi in hindi

Jo Samay Bachate Hain, We Dhan Bachate Hain Aur Bachaya Hua Dhan, Kamaye Hue Dhan Ke Barabar Hota Hai. 


Subh Vichar in Hindi and English


कुछ ऐसा जीवन जियो जैसे कि तुम कल मरने वाले हो, कुछ ऐसा सीखो जिससे कि तुम हमेशा के जीने वाले हो।

कुछ ऐसा जीवन जियो


Kuchh Aisa Jiwan Jiyo jaise ki tum kal marane wale ho, kuchh aisa sikho jaise ki tum hamesha ke liye jine wale ho.



भविष्य में क्या होगा, मै यह नहीं सोचना चाहता। मुझे वर्तमान की चिंता है। ईश्वर ने मुझे आने वाले क्षणों पर कोई नियंत्रण नहीं दिया है। - महात्मा गांधी

भविष्य में क्या होगा


Bhavishya Men kay Hoga, Main Yah nahi sochata. Mujhe Vartman Ki chinta hai. Ishwar ne mujhe aane wale chhano par koi niyantran nahi diya.


subh vichar


Chartitra Ki Shudhdi Hi Gyan Ka Lakshya Honi Chahiye. - Mahatma Gandhi


Mahatma gandhi hindi quotes


Apane Aapko pane ka sabse sahi tarikaa yah hai ki apne aapko doosaron ki seva men laga de.


Mahatma Gandhi Shubh vichar

 

Kamjor Kabhi Maph Nahi Kar Sakta, Maaf Karne Ke Liye Bahut Takat ki Jaroorat Hai, Kamjor Log Maf nahi Kar Sakte.


A man is but the product of his thoughts what he thinks, he becomes.- Mahatma Gandhi

To believe in something, and not to live it, is dishonest.


A small body of determined spirits fired by an unquenchable faith in their mission can alter the course of  history.-Mahatma Gandhi 


There are people in the world so hungry, that God cannot appear to them except in the form of bread

व्यक्ति अपने विचारों से निर्मित एक प्राणी है, वह जो सोचता है वही बन जाता है.- महात्मा गाँधी

subh vichar in english

महात्मा गांधी के अनमोल वचन


Apne prayojan men drid vishwas rakhane wala ek sokshm sharir itihas ke rookh ko badal sakta hai. - Mahatma Gandhi 


 Always aim at total agreement of thought and word and deed. Always aim at cleansing your thoughts and everything will be fine. - Mahatma Gandhi


Hamesha apne vichar, shabdo aur karm ke proon samanjasy ka lakshay rakhen. Hamesha apne vicharon  ko shudhd karane ka lakshy rakhen aur sab kuchh thik ho jayega.

A man is but the product of his thoughts what he thinks
Hamesha Apne Vicharo, Shabdo aur Karm ke pron samanjsy ka lakshy rakhe. Hamesha Apne vicharon ko shudh karane ka lakshy rakhe aur sab kuchh Thik ho jayega. - Mahatma Gandhi 

Thoda sa abhyas bahut sare updeshon se behatar hai.
An eye for an eye will make the whole world blind. - Mahatma Gandhi
Khud wo badalav baniye jo duniya men aap dekhana chahate hai. 

24 मार्च 2013

Hindi Suvichar - Anmol Vachan, Mahatma Gandhi, Ramchandr Tandan

Suvichar for you in Hindi

Phoolon ki khushaboo vayu ke viparit nahi jati, prantu maanviy ganon ki khushboo charon dishaon men phail jati hai.
Prathna Ya Bhajan Jibh se nahi hridya se hota, isi se gunge, totale aur mood bhi prathrna kar sakte hai.
Is Duniya Men Samman Se, sharmana in english

Aapke liye hindi men Suvichar:


1. Asha amar hai uski aaradhana kabhi nishphal nahi hoti.-Mahatma Gandhi

2. Asha praytashil manushy ka sath kabhi nahi chhodati.-Gete

3. Jitani adhik aasha rakhoge utani adhik nirasha hogi.

4. Smriti pichhe drishti dalati hai aur asha age.-Ramchandr Tandan

5. Meri mano apni naak se aage na dekha karo. Tumhe hamesha maloom hota rahega uske aage bhi kuchh hai aur yah gyan tumhe aasha aur aanand se mast rakhega.-Barnord sha

6. Jab ladaki sharmana band kar deti hai to wah apni sundarata ka sabse shaktishali aakarshan kho deti hai. - Gregari

7. Nidra rogi ki mata, bhogi ki priyatama aur alsi ki beti hai.

8. Niyam yadi ek kshan ke liye toot jaye to sara soorymandal ast-vyast ho jaye-Mahatma Gandhi

यह ब्लॉग खोजें